Khubsurati Tareef
Shayari for Girlfriend, Romantic Shayari about True Love, Cute Romantic
Shayari, हिंदी लव शायरी, Top hindi romantic shayari sms, Beautiful Long
Romantic Shayari for Her, Latest Love Shayari in Hindi, romantic
lover, Couple Love Shayari, Hindi Love Messages, Love – Sad
Shayari Best collection of love friendship shayari Sms, Best Romantic Love
Shayari, cute true love sms, Romantic
Messages in Hindi for Cute Boyfriend, , Best Love – Romantic Poetry, Pyar
Bhari Romantic Shayari for Husband, Romantic Sms from The Heart, Beautiful
Shayari by Romantic Lover, Romantic Love Sms for Someone Special, Romantic
Love Quotes.
Best 17+ hindi love shayari to impress Girlfriend 2018:-
If you are in love with someone and afraid or don’t know how to express your feelings in front of your love. So here we have a solution for you, you can express your feelings by sending shayari him/her. That’s why we have collected some Best 17+ hindi love shayari to impress girlfriend 2018 for you. You can express your feeling by sending these romantic shayari on love to your love bird.
1-Mayoos Toh Hun Tere Vaade Se,
Kuchh Aas Nahi Kuchh Aas Bhi,
Main Apne Khayalon Ke Sadke,
Tu Paas Nahi Aur Paas Bhi Hai.
Kuchh Aas Nahi Kuchh Aas Bhi,
Main Apne Khayalon Ke Sadke,
Tu Paas Nahi Aur Paas Bhi Hai.
2-Haal
Apna Tumhein Batana Kya,
Cheer Ke Dil Tumhein Dikhana Kya,
Wahi Rona Hai Sadaa Ka Ab Bhi,
Daastaan Phir Wohi Dohrana Kya,
Bekarari Hi Hai Judaai Mein,
Gham Ki Baatein Tumhein Sunana Kya,
Meri Chuppi Mein Teri Mohabbat Hai,
Bewajaha Honthon Ko Hilana Kya
Cheer Ke Dil Tumhein Dikhana Kya,
Wahi Rona Hai Sadaa Ka Ab Bhi,
Daastaan Phir Wohi Dohrana Kya,
Bekarari Hi Hai Judaai Mein,
Gham Ki Baatein Tumhein Sunana Kya,
Meri Chuppi Mein Teri Mohabbat Hai,
Bewajaha Honthon Ko Hilana Kya
3-Dhoondhta
hoon milne ka bahana har roj koi
Es dil ko ab teri aadat si ho gayi hai.
Es dil ko ab teri aadat si ho gayi hai.
4-Maine ishq
ki kitaab ka vo panna
hamesha ke liye hta diya,
Jiske pe-shani pe likha intezaar tha.
hamesha ke liye hta diya,
Jiske pe-shani pe likha intezaar tha.
5-Dariya
Wafaon Ka Kabhi Rukta Nahin,
Pyar Main Insan Kabhi Jukta
Nahin, Kamosh Ho Jate Hain Unki
Khushi Ke Liye, Aur Wo Samjhte
Hain Humara Dil Kabhi Dukta Nahin..
Pyar Main Insan Kabhi Jukta
Nahin, Kamosh Ho Jate Hain Unki
Khushi Ke Liye, Aur Wo Samjhte
Hain Humara Dil Kabhi Dukta Nahin..
6-Hum
bhi aapse bepanaah mohabbat kartey hain
dil mein aapki ibbaadat kartey hain..
ikraar-e-mohabbat kab na kiya humne
hum tho sanam aapke samajhne ka intezaar kartey hain..
dil mein aapki ibbaadat kartey hain..
ikraar-e-mohabbat kab na kiya humne
hum tho sanam aapke samajhne ka intezaar kartey hain..
7-Tujhe Chaha Bhi To Ijahaar Na Kar Sake,
Kat Gai Umar Kisi Se Pyaar Na Kar Sake,
Tune Maanga Bhi To Apni Judai Maangi,
Aur Ham The Ki Inkaar Na Kar Sake.
Kat Gai Umar Kisi Se Pyaar Na Kar Sake,
Tune Maanga Bhi To Apni Judai Maangi,
Aur Ham The Ki Inkaar Na Kar Sake.
8-Jaane
Us Shakhs Ko Kaisa Ye Hunar Aata Hai,
Raat Hoti Hai To Ankhoo Main Utar Aata Hai,
Main Us Ke Khyaal Se Niklu To Kahan Jaau,
Wo Meri Soch Ke Har Raste Pe Nazar Aata Hai.
Raat Hoti Hai To Ankhoo Main Utar Aata Hai,
Main Us Ke Khyaal Se Niklu To Kahan Jaau,
Wo Meri Soch Ke Har Raste Pe Nazar Aata Hai.
Connect with us on fb click here
You can also check this
Good Morning Shayari
Good Night Shayari
Motivational Quotes fro success
motivational Quotes for your work
Pictures caption
9-Tu tha ke
baitha raha ek ajnabi ban ke,
main terta rha tere ishq me Ek khawab sa.
main terta rha tere ishq me Ek khawab sa.
10-Unka
Haal Bhi Kuch Aap Jesa Hi Hoga,
Aapka Haale Dil Unhai Bhi Mehsus Hoga,
Bekarari Ki Aag Me Jo Jal Rahe Hai Aap,
Aap Se Jyada Unhai Is Jalan Ka Ehsaas Hoga!
Aapka Haale Dil Unhai Bhi Mehsus Hoga,
Bekarari Ki Aag Me Jo Jal Rahe Hai Aap,
Aap Se Jyada Unhai Is Jalan Ka Ehsaas Hoga!
11-Ishq kab
tha aasaan
har koi judaai ka ghum jaroor sehta hain..
par aise hi dil mein ye dost
khuda-e-mohabbat rehta hain..
har koi judaai ka ghum jaroor sehta hain..
par aise hi dil mein ye dost
khuda-e-mohabbat rehta hain..
12-Jisne
Toot Kar Chaha Wohi Toh Tha Meharban Mera, Kawboon Ki Adla Badli Mein, Jal Giya
Th Ashiyan Mera, Husan Ka Jalwa Bina Dekhe, Kho Giya Tha Dilruba Mera, Koul Se
Hatne Ki Saajis Mein, Usne Pakda Girebaa Mera, Kaliyan Chahat Ki Masal Dilayi,
Fir Bhi Tha Woh Baghbaan Mera…
13-“Sath
nibhayenge…Hai Promise,
Vaada nibhayenge…Hai Promise,
Tujhe pe louta dege duniya ki harkhushiyan
Or ye sach kar ke nibhayenge…Hai Promise.”
Vaada nibhayenge…Hai Promise,
Tujhe pe louta dege duniya ki harkhushiyan
Or ye sach kar ke nibhayenge…Hai Promise.”
14-Talash
Karo Koi Tumhein Mil Jayega, Mgr Humari Tarha Tumhein Kon Chahega, Zarur Koi
Chahat Ki Nazar Se Tumhein Dekhega, Mgr Ankhein Haumari Kahan Se Layega….
15-Tadap
Ke Dekho Kisi Ki Chahat Me,
To Samajh Paoge Ke Intezar Kya Hota Hai,
Yuhi Mil Jaye Agar Koi Bina Tadpe,
To Kaise Jan Paoge Ke Pyar Kya Hota Hai.
To Samajh Paoge Ke Intezar Kya Hota Hai,
Yuhi Mil Jaye Agar Koi Bina Tadpe,
To Kaise Jan Paoge Ke Pyar Kya Hota Hai.
16-Khuda
Ne Jab Ishq Banaya Hoga,
To Khud Ajmaya Hoga,
Hamari To Aukaat Hi Kya Hai,
Is Ishq Ne Khuda Ko Bhi Rulaya Hoga.
To Khud Ajmaya Hoga,
Hamari To Aukaat Hi Kya Hai,
Is Ishq Ne Khuda Ko Bhi Rulaya Hoga.
17-Yaadon
Me Humari Aap Bhi Khoye Honge,
Khuli Aankho Se Kabhi Aap Bhi Soye Honge,
Mana Hasna Hain Adaa Gam Chhupane Ki,
Par Haste Haste Kabhi Aap Bhi Roye Honge.
Khuli Aankho Se Kabhi Aap Bhi Soye Honge,
Mana Hasna Hain Adaa Gam Chhupane Ki,
Par Haste Haste Kabhi Aap Bhi Roye Honge.
18-Khubsurat
Sa Ek Pal Kissa Banjata Hai,
Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai,
Kuchh Log Zindagi Mein Milte Hai Aise,
Jinse Kabhi Na Tutne Wala Rishta Banjata Hai.
Jane Kab Kaun Zindagi Ka Hissa Banjata Hai,
Kuchh Log Zindagi Mein Milte Hai Aise,
Jinse Kabhi Na Tutne Wala Rishta Banjata Hai.
19-Nazare
Mile to Pyar ho Jata Hai,
Palke Uthe to Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kashish Hai Chahat Me,
Kei Koyi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai.
Palke Uthe to Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kashish Hai Chahat Me,
Kei Koyi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai.
20-Nazare
Mile to Pyar ho Jata Hai,
Palke Uthe to Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kashish Hai Chahat Me,
Kei Koyi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai.
Palke Uthe to Izhaar Ho Jata Hai,
Na Jane Kya Kashish Hai Chahat Me,
Kei Koyi Anjaan Bhi Hamari
Zindagi Ka Haqdaar Ho Jata Hai.
Thank you so much guys
for visiting this site, we hope you like these shayaries. If you like so give
your valuable comment in comment box, if you really love someone so don’t
forget to share these shayari with your love.
Again thank you so much.
See you soon, Take care.


